Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod
Zindagi Maut Na Ban Jaye
in Sarfarosh
LYRIC
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Ik taraf pyaar hai, chahat hai, wafaadari hai
Chand sikkon ke liye tum na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Har buraai ka sada hota hai anjam bura
Har buraai ka bas hota hai anjam bura
Anjam bura, anjam bura, anjam bura
Anjam bura, anjam bura
Zurm waalon ki kahan umra badi hai yaaron
Inki raahon mein sada maut khadi hai yaaron
Zulm karne se sada zulm hi haasil hoga
Jo na sach baat kahe woh koi buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahu de ke jise seencha hai
Aise gulshan ko ujadne se bacha lo yaaron
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Yaaron, yaaron, yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
[Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron] x 5