Hema Sardesai, Abhijeet, Jolly Mukherjee

Zinda Hain Hum To

in Josh

LYRIC

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jata darling hum kab se
Dil na todo munh na modo
O Maria.. haan.. O Maria

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jata darling hum kab se
Dil na todo munh na modo
O Maria.. haan.. O Maria

Itna maska nako maaro hamein
Aisi baaton se dar lagta hamein
Tum pyaar kaise bolo karega
Darta hai kyun Mariya
Aaila sala hum pe marta hai yeh
Lagta hai love humko karta hai yeh
Kyun na karega hum to kahega
Tum sa nahin Mariya

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jata darling hum kab se
Dil na todo munh na modo
O Maria.. haan.. O Maria

O saayeba tum bhulana nahin
Dil mein aake door jana nahin
Dil jo liya hai dil bhi diya hai
Bewfa hum nahin
Ho.. dil jo todega hum kuchh kar jaayega
Lagta hai hum to mar jaayega
Tumse mohabbat humko hai
Kitna kaise kahein Mariya

O Ramba o Samba aa aa uu aa..

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jata darling hum kab se
Dil na todo munh na modo
O Maria.. haan.. O Maria