Jolly Mukherjee, Suzanne D Mello

Yeh Sheher Hai Aman Ka

in Raaz

LYRIC

Yeh sheher hai aman ka
Yahan ki fiza hai nirali
Yeh sheher hai aman ka
Yahan ki fiza hai nirali

Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan dhoop hai yahan chhaon hai
Yahan chandni raat hai
Yahan roop hai yahan rang hai
Yahan husn ki baat hai

Yahan khwab hai yahan jashn hai
Yahan mehfilein hain jawanYahan shokhiyan mad-hoshiyan
Yahan har taraf mastiyan

Yeh sheher hai aman ka
Yahan ki fiza hai nirali
Yeh sheher hai aman ka aman ka
Yahan ki fiza hai nirali

Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan raag hai yahan paag hai
Yahan dil mein bas pyar hai
Yahan dosti yahan zindagi
Dushman yahan yaar hai

Yahan chahatein yahan rahatein
Yahan chand taare mile
Yahan sardiyan yahan garmiyan
Yahan saare mausam khile

Yeh sheher hai aman ka
Yahan ki fiza hai nirali
Yeh sheher hai aman ka
Yahan ki fiza hai nirali

Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Shanti shanti