Shaan
Yeh Kya Hua
in I M 24
LYRIC
Yeh kya hua?
Yeh kya ho gaya?
Jo abhi tha yahin, kho gaya
Is dil ki kahoon main kya dastan
Tu jahan main wahan ho gaya
Hona hai jo ab woh hokar rahe
Jiyunga na tere bin, jee yeh kahe
Hona hai jo ab woh hokar rahe
Na jaane kyun teri yaadein chhoo jaati hain
Na jaane kyun teri yaadein chhoo jaati hain
Saari duniya phoolon se bhar jaati hai
Zindagi yun mehak jaati hai
Yeh kya hua?
Yeh kya ho gaya?
Hona hai jo ab woh hokar raheJiyunga na tere bin, jee yeh kahe
Hona hai jo ab woh hokar rahe
Jiyunga na tere bin, jee yeh kahe
Mere haseen khwaabon mein koi chehra hai
Saara jahan chalta hai, dil thehra hai
Pyaar ka yeh nasha hi gehra hai
Yeh kya hua?
Yeh kya ho gaya?
Hona hai jo ab woh hokar rahe
Jiyunga na tere bin, jee yeh kahe
Hona hai jo ab woh hokar rahe
Jiyunga na tere bin, jee yeh kahe