Asha Bhosle

Yeh Hai Sharab Khana

in Gumrah

LYRIC

Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana

Saare sharabiyon ka
Saare sharabiyon ka
Yeh ek hai thikana
Yeh hai sharab khana

Saare sharabiyon ka
Yeh ek hai thikana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khanaYeh hai sharab khana

Peene mein hai kharaabi
Par kya kare sharabi
Gurbat se tang koyi
Daulat se tang koyi
Yeh zehar hai to kya hai
Har dard ki dawa hai

Hokar khushi se bojhal
Kholi kisi ne botal
Juye mein koyi haara
Ghum ne kisi ko maara

Yeh woh gali hai jismein
Yeh woh gali hai jismein
Sabka hai aana jaana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana

Aate hain be iraada
Aashiq yahan zyada
Yeh jaam chhalka chhalka
Karta hai ranj halka
Dilbar ki bewfai mehboob ki judai
Woh bhoolte nahi pal
Karte hain yaad peekar
Yeh aag aur paani
Unki hai zindgaani

Unka hai is jagah se
Unka hai is jagah se
Rishta bohat purana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana

Haalat sharbiyon ki
Ab main bayan karoongi
Masti ka hai woh aalam
Behke huye hain baalam
Kuchh bhi khabar nahi hai
Topi hai sar nahi hai
Cigarette bhujhi huyi hai
Ungli jali huyi hi
Sab is tarah khade hain
Jaise ki gir padhe hain

Tauba yeh dagmagana
Tauba yeh dagmagana
Tauba yeh ladkhadana

Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana

Saare sharabiyon ka
Saare sharabiyon ka
Yeh ek hai thikana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana
Yeh hai sharab khana