Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Yeh Aapne Kya Keh Diya

in Khuda Kasam

LYRIC

Yeh aapne kya keh diya
Yeh aapne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh

Yeh aapne kya keh diya
Yeh aapne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh

Ho oye ghazab aaj ki dhalti shaam hai
Oye ghazab aaj ki dhalti shaam hai
Aise mein mujhe tumse kaam hai

Pyaasi hoon pyaare main dariya kinaare
Pyaasi hoon pyaare main dariya kinaare
Ab to mujhe teri lagi tu hi bujha
Kuchh kuchh kuchh kuchhAap ne kya keh diya
Yeh aapne kya keh diya

Ho chhodo bhi sanam jag ki baat ko
Ho chhodo bhi sanam jag ki baat ko
Yahan kaun aayega aadhi raat ko
Nazrein mila lo tamanna nikalo
Nazrein mila lo tamanna nikalo
Mujhe jo hai tujhe bhi ho wahi nasha
Kuchh kuchh kuchh kuchh

Aapne kya kar diya
Yeh aapne kya kar diya
Ke hone laga mujhe bhi
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Aapne kya kar diya

Ho aa aye gulbadan behka de mujhe
Aa aye gulbadan behka de mujhe
Apne pyar se mehka de mujhe
Aa aye haseena ke jab tak hai jeena
Aa aye haseena ke jab tak hai jeena
Maanun nahi jaanun nahi tere siwa
Kuchh kuchh kuchh kuchh

Aapne kya keh diya
Yeh aapne kya keh diya
Ke hone laga dil mein
Kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
Aapne kya keh diya
Yeh aapne kya keh diya