Shweta Pandit, Sudeep Banerjee
Ye Bata Do Piya
in Cigarette Ki Tarah
LYRIC
Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann
Yeh bata do piya
Kyon chhala mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan
Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann
Kashmalash hai yehi
Kya karoon kya mani
Kashmalash hai yehi
Kya karoon kya mani
Tum bharam hi meraTu hi mera yakeen
Apne hi khwaabon se
Jal na jaaoon kahin
Jal na jaaoon kahin
Kya karoon kya mani
Dar raha hai sajan
Mera man mera mann
Dar raha hai sajan
Mera man mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan
Zindagi tum mujhe
Le ke aayi kahan
Har ghadi har jagah
Yaadon ka hai dhuan
Meri saanson pe hai
Teri pachhaaiyan
Teri pachhaaiyan
Le ke aayi kahan
Ab kare kya jatan
Mera mann, mera mann
Ab kare kya jatan
Mera mann, mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan
Yeh bata do piya
Kyon chhala mera mann
Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann