Manhar Udhas, S. P. Balasubrahmanyam, Poornima
Yaar Pe Yeh Dil Mera Kurbaan
in Patthar Ke Phool
LYRIC
Aye chaman wale
Tumhari zindgaani shaad ho
Aye chaman wale
Tumhari zindgaani shaad ho
Dil mein mere tere gulshan ki
Kali aabaad ho
Tu noor banke aaj is
Mehfil mein aaya hai
Sukariya main hoon tera
Mehman vai mehman vai
Yaar pe hoye
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Jism main hoon tu hai meri
Jaan vai vai jaan vaiYaar pe yeh
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Ghadiya haseen hain
Khushnuma yeh din hamare hain
Ghadiya haseen hain
Khushnuma yeh din hamare hain
Yeh khushnaseebi hai hamari
Hum tumhare hain
Teri nazar pe vaar doon main
Is zamane ko
Tujhpe luta ke rakh diya
Dil ke khazane ko
Dil ka poora ho gaya
Armaan vai armaan vai
Yaar pe hoye
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Jism main hoon tu hai meri
Jaan vai vai jaan vai
Yaar pe yeh
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Yaar vai vai yaar vai vai
Yaar vai vai yaar vai vai
Yaar pe yeh
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Jism main hoon tu hai meri
Jaan vai vai jaan vai
Yaar pe yeh
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai
Yaar pe yeh dil mera kurbaan vai vai