Devki, Kumar Sanu

Woh To Hai Albela

in Kabhi Haan Kabhi Naa

LYRIC

Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha

Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela

Fursat mili na tumhein apne jahan se

Bansi ko lakdi sada samjha kiye tumPar uske nagmon ki dhun kahan sun sake tum
Bansi ko lakdi sada samjha kiye tum
Par uske nagmon ki dhun kahan sun sake tum
Diye ki maati dekhi, dekhi na uski jyoti
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela