Geeta Dutt

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam

in Kagaz Ke Phool

LYRIC

Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya

Bekarar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Bekarar dil is tarah mile

Jaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahiJaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khwaab dum-ba-dum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya