Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz

Ungli Mein Angoothi

in Ram Avtar

LYRIC

Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina

Tere bin ho tere bin ek bhi din
Mushkil ho gaya jeena jeena jeena

Aaj kiye hain kuchh vaade
Aaj kiye hain kuchh vaade
Khaa kar pyar bhari kasmein
Aaj kiya sauda humne
Iss jee jaan ka aapas mein
Yaad sada tu rakhnaYaad sada tu rakhna
Yeh din saal maheena

Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina
Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina
Tere bin ho tere bin ek bhi din
Mushkil ho gaya jeena jeena jeena
Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina
Aaha ungli mein angoothi, angoothi mein nagina

Kab na tujhko yaad kiya
Kab na tujhko yaad kiya
Kab na tera naam liya
Jab na tujko yaad kiya
Jab na tera naam liya
Din aisa na nikla
Din aisa na nikla
Aisi raat huyi na

Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina
Ungli mein angoothi, angoothi mein nagina
Tere bin ho tere bin ek bhi din
Mushkil ho gaya jeena jeena jeena
Ho jeena jeena jeena