Udit Narayan, Raghav Chatterjee

Tune Saath Jo Mera Chhoda

in Tere Naam

LYRIC

Kya guzregi dil par bande
Saath kisi ka chhoote to
Yeh jeena phir kaisa jeena
Apna koyi roothe to

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega
Tune saath jo mera chhoda

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega
Tune naata jo tune naata jo
Tune naata jo mujhse toda
Deewana tera mar jayega

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayegaTune naata jo mujhse toda
Deewana tera mar jayega

Aankhon mein bas teri soorat
Aur dil mein basa hai pyar tera
Aankhon mein bas teri soorat
Aur dil mein basa hai pyar tera

Ab maut mujhe kya rokegi
Bas karna hai deedar tera
Har haal mein tujhse milna hai
Chahe sooli chadhna pad jaaye

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega
Tune naata jo tune naata jo
Tune naata jo mujhse toda
Deewana tera mar jayega

Baahon mein bas ik baar sanam
Bhar loon main tujhe yeh hasrat hai

Baahon mein bas ek baar sanam
Bhar loon main tujhe yeh hasrat hai
Raahon mein bas ek baar sanam
Dekhun main tujhe yeh hasrat hai

Har haal mein tujhse milna hai
Chahe sooli chadhna pad jaaye

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega
Tune naata jo tune naata jo
Tune naata jo mujhse toda
Deewana tera mar jayega

Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jayega

Mere honthon pe meri baaton mein
Meri yaadon mein mere khwaabon mein
Kabhi sochun main kabhi bhoolun main
Kabhi poochhun main kabhi dhoondhun main

Tere naam tere naam tere naam