Amir Khan

Tumhare Bagair Jeena Kya

in Mann

LYRIC

Tumhare bagair jeena kya
Jeene ka khwaab bhi nahin dekh sakta
Saanson ke bina shayad
Kuchh pal main ji sakta hoon
Lekin tumhaare bina nahin

Tum! haan tum woh pehli ladki ho
Jise main zindagi se badhkar
Chaahne laga hoon

Taare toot jaayenge, chaand bujh jaayega
Waqt yahin thehar jaayega lekin
Lekin ummeed ki aakhiri kiran bujhne takAakhari saans chalne tak
Main tumhara rasta dekhoonga
Tumhara intezar karoonga
Haan Priya main tumhara intezar karoonga
[Intezar karoonga, intezar karoonga]