Alka Yagnik, Abhijeet
Tum Aaye To Hawaon Mein
in Phir Bhi Dil Hai Hindustani
LYRIC
Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya
Aur kya, aur kya, aur kya
Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhare
Tum aaye ho to dekh lo
Naya-naya sa lage yeh jahan ho
Haseen haseen hai yeh zameen
Dhula dhula sa hai yeh aasman
Tum ho to hai yeh samaa
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
Dhadak raha hai dil meraJhuki jhuki hain palkein yahan ho
Jo dil mein ho woh keh bhi do
Ruki ruki si hai yeh dastaan
Jazbaat maange yeh zabaan
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya
Aur kya, aur kya, aur kya