Sangeet Haldipur, Roshni Baptist

Tujhko Bhulana

in Murder 2

LYRIC

Tujhko bhulana
Aansu na laana
Ab aa gaya

Tujhko bhulana
Aansu na laana
Aur muskurana
Ab aa gaya ab aa gaya

Yaadon se teri

Sun bewafa yeh tay kar liya
Reh lenge hum tere bin
Hey ab dard bhi kya hai humko bhala
Raat aa gayi haiTere mere darmiyan ka jo hai faasla

Yaadon se teri
Daaman chhudana
Dil na dukhana haan
Ab aa gaya ab aa gaya

Dil ke makaan se tu ja chuka
Is mein nahi tu ab raha ho
Meri dua mein tu ab kahan
Tu ajnabi hai
Toone inmein rehne ka hai
Hak kho diya

Tujhko bhulana
Aansu na laana na laana
Aur muskurana haan
Ab aa gaya ab aa gaya