Anushka Manchanda
Tu Saala Kaam Se Gaya
in Golmaal Returns
LYRIC
Maine tujhse pyar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mai tujh pe kurban
Maine tujhse pyar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mai tujh pe kurban
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Ha hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua be-imaan
Tu saala tu saala
Tu saala kaam se gaya
Teri nazron peJaane jaan meri nazar hai
Teri saari harkaton ki
Mujhko khabar hai
Ha ha aah ha ha aah
Arre mastiyon mein dooba hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja
Tu paagal nadaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haaye hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua be-imaan
Tu saala kaam se gaya
Baby you should have no doubt
I don’t like to freak you out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Baby you should have no doubt
I don’t like to freak you out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Aisi waisi galiyon se
Kabhi na guzarana
Kisi bewafa ke chehre pe mat marna
No no no no no
Mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saavdhan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hey hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua be-imaan
Tu saala kaam se gaya
Maine tujhse pyar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mai tujh pe kurban
Tera zara sa bhi zara sa bhi
Zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Ha hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bach ke raha to meri jaan
Tu saala kaam se gaya