Kumar Sanu, Alka Yagnik
Thodi Si Beqarari
in Chal Mere Bhai
LYRIC
Thodi si beqarari, thoda sa hai karar
Thodi si beqarari, thoda sa hai karar
Koyi ise kuchh bhi kahe hum to kahein pyar x (2)
Hota hai, hota hai yeh sabko ek baar
Hota hai, hota hai yeh sabko ek baar
Koyi ise kuchh bhi kahe hum to kahein pyar
Bas teri yaad sataati hai
Raaton ki neend churaati hai
Kaisa yeh dard hai jaanam
Koyi yahan ise jaane na
Kabhi to mulakatein, kabhi hai intezar
Kabhi to mulakatein, kabhi hai intezar
Koyi ise kuchh bhi kahe hum to kahein pyar
Hota hai, hota hai yeh sabko ek baarKoyi ise kuchh bhi kahe hum to kahein pyar
Aankhein to jaagi jaagi hain
Hum dono soye soye hain
Apne haseen khayalon mein
Deewane khoye khoye hain x (2)
Apna to haal hai aisa
Maane koyi ya maane na
Masti bhi hai zara si, zara sa hai khumar