Benny Dayal, Neeraj Shridhar, Suhail Kaul, Suzanne D Mello

Tha Kar Ke

in Golmaal Returns

LYRIC

Hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Aaja lag ja gale se mere Tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Dil mein shola bhadak raha hai
Dil jala jal jaaye na
Aata hai kuchh na samjh to
Koyi zara samjhaye na

Zid kar na zid kar na
Ab maan le mere kehna
Main phans gayi anjaani
Galti se na ki jagah haan kar ke

Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Main irada jo kar loon
Jaan ki baazi khelun
Faisla main jo kar loon
Jaan kisi ki le loon

Kya bolun kya bolun
Meri jaan badi muskhil mein
Ghabraye pachhtaye
Dil mein teri armaan kar ke

Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Tujhko to na chodunga
Main bhale mit jaunga
Tujhko lene aaya hoon
Tujhko leke jaunga

Mere pagal deewane
Kaise main yeh tujhe samjhaun
Main haari main haari
Tujhpe yeh jaan kurbaan kar ke

Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat