Kishore Kumar
Tere Jaisa Yaar Kahan, Kahan Aisa Yaarana
in Yaarana
LYRIC
Tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya tera-mera afsana
Tere jaisa yaar kahan…
Meri zindagi sanvaari mujhko gale se laga ke
Baitha diya falak pe mujhe kaaq se utha ke -2
Yaara teri yaari ko maine to khuda mana
Yaad karegi duniya…
Mere dil ki yeh dua hai kabhi door tu na jaayeTere bina ho jeena woh din kabhi na aaye -2
Tere sang jeena yahan tere sang mar jana
Yaad karegi duniya…