Nazam Sheraz

Tere Bina Jiya Na Jaaye

in Shaapit

LYRIC

Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye tere bina.. tere bina
Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye tere bina.. tere bina

Dil de ke jana, jaan de ke jana
Gurbat kya hai?
Muhabbat kya hai?
Duniya ki daulat mil bhi jaaye to

Milna humara is zindagi mein
Sapna nahi haqikat hai yehTum jo nahi to kuchh bhi nahi hai
Yeh jaan lo, yeh maan lo
Meri wafaa ko na aazmana
Yeh na bhool jana ki
Main hoon tera.. tera apna

Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye tere bina..
Tere bina, tere bina