Kishore Kumar, Sapna Awasthi
Tera Saath Hai Kitna Pyara
in Janbaaz
LYRIC
Tera saath hai kitna pyara
Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan saara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Maine maine tan man tujh par vaara
Pyas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Jitni tujhmein hai adaa
Utni hi wafa utni hi wafa
Jitna jahan mein pyaar hai
Tujhse mujhe mila tujhse mujhe mila
Badhti jaaye yeh betaabi
Badhti jaaye yeh betaabi
Jitna karoon nazara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Pyaar ke ek ek pal pe hai
Sau jeewan kurbaan sau jeewan kurbaan
Pyaar kabhi marta nahin
Marte hain insaan marte hain insaan
Naam usi ka jeewan hai
Naam usi ka jeewan hai jo
Tere saath ghuzara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan saara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Maine tan man tujh par vaara
Pyas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara
Humein aana padega
Duniya mein dobara