Lata Mangeshkar

Tera Jana Dil Ke Armano Ka Lut Jana

in Anari

LYRIC

Tera jana dil ke armano ka lut jana
Tera jana dil ke armano ka lut jana
Koyi dekhe koyi dekhe
Ban ke takdeeron ka mit jana
Tera jaana

Tera gham teri khushi
Mera gham meri khushi
Tujhse hi thi zindagi

Tera jana dil ke armano ka lut jana
Koyi dekhe koyi dekhe
Ban ke takdeeron ka mit jana
Tera jaana

Jab jab chanda aayegaTeri yaad dilayega
Saari raat jagayega
Main ro kar reh jaungi
Dil jab zid par aayega
Dil ko kaun manayega aa

Tera jana dil ke armano ka lut jana
Koyi dekhe koyi dekhe
Ban ke takdeeron ka mit jana aa
Tera jaana