Shreya Ghoshal, Rashid Ali, Timmy

Sunlo Zara

in Ekk Deewana Tha

LYRIC

Sunlo zara kehta hai man
Tumse yeh dhadkan, dhadkan
Yeh jo pyar hai, yeh bahar hai
Hai jo pyar ka khila har chaman

Suno na kehti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Leke hum pyar ke saare rang
Jaage hain armaan

Armaan machalte hain, sapne pighalte hain
Hum tum badalte hain aahista aahista
Mausam salona hai, to hosh khona haiDeewana hona hai aahista aahista

Suno na kheti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Leke hum pyar ke saare rang
Jaage hain armaan
Jazbaat hai jawan
Dil mein mere tarang

Jaane yeh kya jaadu hai
Kya yeh sama har su hai
Tumse nazar jo mili hai
Chandni din mein khili hai
Tu hai to yeh fiza hai
Warna duniya kya hai
Yeh husn tu hi hai laayi

Armaan machalte hain, sapne pighalte hain
Hum tum badalte hain aahista aahista
Mausam salona hai, to hosh khona hai
Deewana hona hai aahista aahista

Suno na kheti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Leke hum pyar ke saare rang
Jaage hain armaan
Jazbaat hai jawan
Dil mein nayi hai tarang
Main hoon, dil hai, tu hai
Bus yeh guftgu hai
Main teri hoon, teri hoon

Armaan machalte hain, sapne pighalte hain
Hum tum badalte hain aahista aahista
Mausam salona hai, to hosh khona hai
Deewana hona hai aahista aahista