Rajashwari Pathak
Sun Balam
in Rang Rasiya
LYRIC
Sun balam tori, sun baalam tori
Ankhiyan karein batiyan
Ankhiyan karein batiyan
Sun balam tori, sun baalam tori
Ankhiyan karein batiyan
Ankhiyan karein batiyan
Baanwri samjhe hain
Baanwri samjhe hain
Laaj ke maare mar mar jaaoon
Man hi man tose raas rachaaoon
Ha ek pal mose naina ladaaye
Dooje pal dekho naina churaaye
Aisa khel khele, haan kheleYeh do sakhiyan
Ankhiyan karein batiyan
Sun balam, sun baalam
Tori ankhiyan karein batiyan
Sone sajanwa main balihaari
Dekh teri soorat matwaari
Sone sajanwa main balihaari
Sone sajanwa main balihaari
Baanwri kar de mohe chhede
Haan chhede yeh do sakhiyan
Ankhiyan karein batiyan
Sun balam, baalam, sun balam
Sun balam, balam