Mohammad Rafi

Sukh Ke Sab Saathi Dukh Mein Na Koi

in Gopi

LYRIC

Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere rama, mere rama
Tera naam hai saancha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi

Jeevan aani jaani chhaya
Jhoothi maya jhoothi kaya
Phir kaahe ko saari umariya

Na kuchh tera, na kuchh mera
Na kuchh tera, na kuchh meraYeh jag jogi waala phera
Raja ho ya rank sabhi ka
Raja ho ya rank sabhi ka
Ant ek sa hoyi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere rama, mere rama
Tera naam hai saancha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi

Baahar ki tu maati phaanke
Baahar ki tu maati phaanke
Man ke bheetar kyun na jhaanke
Ujle tan par maan kiya
Ujle tan par maan kiya aur
Man ki mail na dhoyi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere rama, mere rama
Tera naam hai saancha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi