Geeta Dutt

Soch Samajh Kar Dil Ko Lagana

in Jaal

LYRIC

Soch samajh kar dil ko lagana
Dekho bura hai zamana
Bholi soorat ka dhoka na khana
Dekho bura hai zamana
Soch samajh kar dil ko lagana
Dekho bura hai zamana

Dhoka na khana dhoka na khana
Dhoka na khana nana na na na

Pyar ki gali mein dil walon
Jaana zara sambhal sambhal ke
Phirte hain chor lutere
Ratse mein bhes badal ke

Dhoka na khana ji dhoka na khana
Dekho bura hai zamana
Soch samajh kar dil ko lagana
Dekho bura hai zamana

Dhoka na khana dhoka na khana
Dhoka na khana nana na na na

Duniya ke is bazaar mein
Tan ki hai man ki pyaas nahi
Husnon ki is gulzaar mein
Rang hi rang hai baas nahi

Dhoka na khana ji dhoka na khana
Dekho bura hai zamana
Soch samajh kar dil ko lagana
Dekho bura hai zamana

Dhoka na khana dhoka na khana
Dhoka na khana nana na na na

Preet hai kaanch ki choodi
Thes lagi aur choor huyi
Shart wafa ki is jag mein
Kisko bhala manzoor huyi

Dhoka na khana ji dhoka na khana
Dekho bura hai zamana
Soch samajh kar dil ko lagana
Dekho bura hai zamana
Bholi soorat ka dhoka na khana
Dekho bura hai zamana