Neil Nitin Mukesh

So Gaya Yeh Jahan

in Nautanki Saala

LYRIC

So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta

So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein

Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye
Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikleRaahon mein aur kho gaye
Iss gali, uss gali
Iss nagar, uss nagar
Jaayein bhi to kahaan
Jana chaahein agar

Ho.. so gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan

So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan