Ankit Tiwari
Sheeshe Ka Samundar
in The Xpose
LYRIC
Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar
Pani ki deewaren
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Is duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho… sheeshe ka samander
Paani ki deewarein
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki dunia
Is duniya me jo bhi gaya
Wo to gaya
Ho… shishe ka samundar
Pani ki deewarein
Barf ki reton pe
Sharaaron ka thikana
Garam sehraon mein
Narmiyon ka fasana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahan
Sach ki parchhaiyan
Har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal
Paththaron ki barish
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Is duniya me jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho… sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Dil ki is duniya mein
Sarhaden hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Raahatein soti nahi
Jitne ehsas hain
Adhbujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panaahon mein chupa
Dhoop ki hawayein
Kaaton ke bagheeche
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho… sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein