Ankit Tiwari
Shaitaaniyan Raat Bhar
in Badmashiyaan
LYRIC
Shabh ki bahon mein so ja aye subaha
Khaabon ko tere palkon pe du sajaa
Shabh ki bahon mein so ja aye subaha
Khaabon ko tere palkon pe du sajaa
Gunje saason mein teri hi sada
Main lafz tera, too hai meri zuban
Shaitaaniyan raat bhar
Kar le aa toot kar
Milna tera, milna mera
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi meelon juda
Rahein milin jo too mila
Shaitaaniyan raat bhar
Kar le aa toot karBadmashiyaan raat bhar
Kar le aa toot kar