Shreya Ghoshal, Omer Nadeem
Sau Baar
in Yamla Pagla Deewana
LYRIC
Teri yeh aankhein mujhe banwra karein
Aankhon mein meri kayi rang hain bhare
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
O mere humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhrein
Aankhon mein dekha jo toone
Tu bata kya dekha
Haan maine hai naam tumhara
Surme se likhaYeh surme ki dhaari, kare hai hoshyaari
Kya padhein, kya na padhein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
Tu to sukoon hai mera
Main piya shor hoon
Haan pehle thi aur koi main
Ab koi aur hoon
Na tu hi badli hai, na main hi badla hoon
Badli hain bas nazrein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
O mere humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhrein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar..
Ke aaja, ke aaja tujhe pyar karein
Ke aaja tujhe pyar karein
Ke aaja tujhe pyar karein