Mohammed Rafi

Sar Jo Tera Chakraye

in Pyaasa

LYRIC

Maalish tel maalish champi
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Maalish tel maalish
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaaye

Tel mera hai muski
Ganj rahe na khuski
Jiske sar par hath phira doon
Chamke kismat uski

Tel mera hai muski
Ganj rahe na khuskiJiske sar par hath phira doon
Chamke kismat uski

Sun sun sun arre beta sun
Is champi mein bade bade gunn
Sun sun sun arre beta sun
Is champi mein bade bade gunn
Lakh dukhon ki ek dawa hai
Kyun na aazmaye
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Pyaar ka hove jhagda
Ya business ka ho ragda
Sab lafdon ka bojh hate
Jab pade hath ik tagda

Pyaar ka hove jhagda
Ya business ka ho ragda
Sab lafdon ka bojh hate
Jab pade hath ik tagda

Sun sun sun arre babu sun
Is champi mein bade bade gunn
Sun sun sun arre babu sun
Is champi mein bade bade gunn
Lakh dukhon ki ek dawa hai
Kyun na aazmaye
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Naukar ho ya maalik
Leader ho ya public
Apne aage sabhi jhuke hain
Kya raja kya sainik

Naukar ho ya maalik
Leader ho ya public
Apne aage sabhi jhuke hain
Kya raja kya sainik

Sun sun sun arre raja sun
Is champi mein bade bade gunn
Sun sun sun arre raja sun
Is champi mein bade bade gunn
Lakh dukhon ki ek dawa hai
Kyun na aazmaye
Kahe ghabraye kahe ghabraye

Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabraye kahe ghabray