Asha Bhosle, Usha

Sancha Naam Tera Tu Shyam Mera

in Julie

LYRIC

Sancha naam tera
Ho Sancha naam tera tu shyam mera
Sancha naam tera tu Shyam mera
Sagra jagat hai jhootha sathi
Toote deepak bujh jaaye baati
Hare rang mein tu, sang mein hai
Chahe saanjh ho, chahe savera
Sancha naam tera tu Shyam mera

Main tujhmein khoyi re, dooja na koi re
Aa jaagi ya soyi re
Tu ek apna jeevan sapna
Sagra jagat hai jhootha sathi
Toote deepak bujh jaaye baati
Maine bigada har kaam apna
Toone banaya har kaam meraSancha naam tera tu Shyam mera
Sancha naam tera

Dukh-sukh ki dhaara, tu hai kinara
Hmm Manmohan pyara
Sabka khewaiya Krishna Kanhaiya
Sagra jagat hai jhootha sathi
Toote deepak bujh jaaye baati
Tod ke yeh man mandir bana doon
Ho man ke mandir mein dhaam tera
Sancha naam tera tu Shyam mera
Sancha naam tera tu Shyam mera
Sagra jagat hai jhootha sathi
Toote deepak bujh jaaye baati
Hare rang mein tu, sang mein hai
Chahe saanjh ho, chahe savera
Sancha naam tera tu Shyam mera
Sancha naam tera