Asha Bhosle
Saiyan Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
in Ek Phool Do Mali
LYRIC
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Ho saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Kaisa jaadu keena toone mope o jaadugar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Kaisa jaadu keena toone mope o jaadugar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Pehle laga to ik sapna sa
Ab to lage tu mohe apna sa
Aa gayi balam teri baaton mein
Kya hai na jaane teri aankhon meinAa gayi balam teri baaton mein
Kya hai na jaane teri aankhon mein
Bhool gayi main pyar mein tere apni dagar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Kaisa jaadu keena toone mope o jaadugar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Jaanoon ke tu harjaai hai
Sochoon kyun aankh milayi hai
Jaanoon ke tu harjaai hai
Sochoon kyun aankh milayi hai
Lekin tujhko dekh rahi, na kuchh bhi khabar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Ho saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Kaisa jaadu keena toone mope o jaadugar
Saiyan le gayi jiya teri pehli nazar
Ho saiyan le gayi jiya teri pehli nazar