Mohammed Rafi
Saathi Na Koi Manzil
in Bombai Ka Babu
LYRIC
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehfil
Chala mujhe leke aye dil
Akela kahan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehfil
Chala mujhe leke aye dil
Akela kahan
Humdam koi mile kahin
Aise naseeb hi nahi
Bedard hai zameen
Door aasmaan
Humdam koi mile kahin
Aise naseeb hi nahi
Bedard hai zameenDoor aasmaan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehfil
Chala mujhe leke aye dil
Akela kahan
Saathi na koi manzil
Galiyan hain apne desh ki
Phir bhi hain jaise ajnabi
Kisko kahe koi apna yahan
Galiyan hain apne desh ki
Phir bhi hain jaise ajnabi
Kisko kahe koi apna yahan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehfil
Chala mujhe leke aye dil
Akela kahan
Saathi na koi manzil
Patthar ke aashna mile
Patthar ke devta mile
Sheeshe ka dil liye
Jaaun kahan
Patthar ke aashna mile
Patthar ke devta mile
Sheeshe ka dil liye
Jaaun kahan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehfil
Chala mujhe leke aye dil
Akela kahan
Saathi na koi manzil