Anuradha Paudwal, Mohammad Aziz
Saari Duniya Pyaari Par Tu Hai Sabse Pyara
in Meera Ka Mohan
LYRIC
Saari duniya pyaari par tu hai sabse pyara
Tere liye jeena kya marna bhi ganwara
Soorat jitni pyaari hai dil bhi utna pyara
Tere liye jeena kya…
Teri sab adaayen mujhe achchhi lagti hain
Teri kahi baatein mujhe sachchhi lagti hain
Mere liye rab ne tujhe ambara se utara
Tere liye jeena kya…
Teri yaad leke so_oon teri yaad leke jaagoon
Dua jab bhi maangoon to main sath tera maangoon
Tera naam pa ke bita doon main jeevan sara
Tere liye jeena kya…