Ankit Tiwari

Saad Shukrana

in Mr. X

LYRIC

Aa bhi ja raaton ki tarah
Aankhon mein needon ki tarah
Aa bhi ja raaton ki tarah
Aankhon mein needon ki tarah

Shaamein wahin milein hum the jahan
Ab tu kahan yaara, main kahan
Tu sajda mera, sadka mera
Jaana Saad shukrana

Kahan hota hoon main poora
Kahan se hai too aye jaana shuroo
Kaise suljhegi paheli
Jaisa main hoon, vaisi hai too

Shaamein wahin milein hum the jahan
Ab tu kahan yaara, main kahanTu sajda mera, sadka mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadka mera
Jaana saad shukrana

Aankhon aankhon mein jaana
Teri aankhein yeh kya keh gayin
Mere paon ke talle se sadiyan kai beh gayin
Shaamein wahin milein hum the jahan
Ab tu kahan yaara, main kahan
Tu sajda mera, sadka mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadka mera
Jaana saad shukrana