A. R. Rahman, Naresh Iyer

Rubaru Roshni

in Rang De Basanti

LYRIC

Aye sala
Abhi abhi hua yakeen
Ki aag hai mujh mein kahin
Hui subah main jal gaya
Suraj ko main nigal gaya
Rubaru roshni
Rubaru roshni hey

Jo gumshuda sa khwaab tha

Dhuaan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar meraJo ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara

Dhuaan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara

Aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
Ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri
Naam-o-nishaan rahe na rahe
Yeh karvan rahe na rahe
Ujaale main pee gaya
Roshan hua jee gaya
Kyon sehte rahein
Rubaru roshni
Rubaru roshni hey

Dhuaan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara
Rubaru roshni
Rubaru roshni hey
Aye sala
Aye sala
Aye sala