Himesh Reshammiya
Rabba Luck Barsa
in Kajraare
LYRIC
O o o o…
Rabba Rabba
Yeh kahan gaya likha hua
Ki jode aasman mein bante hain
Har insan ka kahin na kahin
Koi na koi na sathi is duniya mein hai
Aur jab woh milte hain
To is kaaynat mein geet goonjte hain
Mahiya se deedar kara de rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa
Rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsaRabba luck barsa
Aur na tarsa tarsa, rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa
Rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de rabba luck barsa
Rabba…
O o o o…
Teri marji ho agar ishq mukkamal ho jaaye
Dard-e-jigar ke dard ka har masla hal ho jaaye
Dil ki aarzu hai saare faasle mita de
Meri tanhaiyon ki mehfilein saja de
Aur na tarsa tarsa, rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa
Rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de rabba luck barsa
Sath mere guzre hue lamhon ki parchhaiyan
Rahat rahat maangti dhadkan ki betabiyan
Pyase pyase armanon ko koi to sila de
Zindagi ki sehraon mein boond bikhra de
Aur na tarsa tarsa, rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa
Rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de rabba luck barsa
Rabba…
O o o o…
Rabba…