Alisha Chinai
Raat Bhar Jaam Se Jaam Takrayega
in Tridev
LYRIC
Aa ha ha ha ha ha
Yeh to pahla jaam hai
Abhi to shaam hai
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jashn hi jashn hai josh hi josh hai
Sabko apna naam bhi aaj bhool jayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayegaRaat bhar jaam se jaam takrayega
Husn ki ishq se aaj mulakaat hai
Husn ki ishq se aaj mulakaat hai
Aaj ki raat to faisle ki raat hai
Aaj ki raat to faisle ki raat hai
Faisle ki raat hai
Husn ladkhadayega ishq dagamagayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Kya hai yeh sharab hai cheez yeh kharab hai
Kya hai yeh sharab hai cheez yeh kharab hai
Par sabhi sawalon ka ek hi jawab hai
Par sabhi sawalon ka ek hi jawab hai
Ek hi jawab hai
Jo kisi ke dil mein hai woh zuban pe aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega
Jab nasha chhayega tab maza aayega
Raat bhar jaam se jaam takrayega