Hemant Kumar
Raahi Tu Mat Ruk Jaana
in Door Gagan Ki Chhaon Mein
LYRIC
Raahi tu mat ruk jaana
Raahi tu mat ruk jaana
Toofan se mat ghabrana
Kabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chhaon mein
Raahi tu mat ruk jaana
Maana ki gehri hai dhara
Par hai kahin to kinara
Raahi tu mat ruk jaana
Toofan se mat ghabranaKabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chhaon mein
Kahin door, kahin door
Kahin door, kahin door, kahin door
Hote hain mausam ke phere
Raaton ke sang hain savere
Hote hain mausam ke phere
Raaton ke sang hain savere
Jaake agar lauti hain saansein
Lautenge phir din tere
Jaake agar lauti hain saansein
Lautenge phir din tere
Kabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chhaon mein
Kahin door, kahin door
Kahin door, kahin door, kahin door
Sabka hai upar wala
Sabko usi ne sambhala
Jab bhi ghira gham ka andhera
Usne kiya ujiyala
Kabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chhaon mein
Raahi tu mat ruk jaana
Toofan se mat ghabrana
Kabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chhaon mein
Kahin door, kahin door
Kahin door, kahin door, kahin door