Kumar Sanu
Premi Aashiq Awara
in Phool Aur Kaante
LYRIC
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana
Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana
Dil jaana
Premi aashiq awara
Mehkti jawani hawa ki rawani
Humein yoon na tadpa ke ja
Humein yoon na tadpa ke ja
Baharon ki raani haseena deewani
Na dil aise dhadka ke ja
Na dil aise dhadka ke ja
Maana hai tu har haseen se haseenHoga na hum sa bhi dooja kahin
Hoga na hum sa bhi dooja kahin
Bhanwra chhaliya harjayi
Pagal majnu deewana
Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana
Dil jaana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana
Arre nakharewali na de humko gaali
Humein toone jaana nahi
Humein toone jaana nahi
Gulabon ki daali sharabon ki pyali
Humein yoon jalana nahi
Humein yoon jalana nahi
Oh jaan-e-jaana akadti hai kyun
Dil walon pe yoon bigadti hai kyun
Dil walon pe yoon bigadti hai kyun
Dilbar anaadi saudayi
Pagal majnu deewana
Mohabbat mein yeh naam humko mile hain
Tumhein jo pasand ho aji farmana
Dil jaana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana
Premi aashiq awara
Pagal majnu deewana