Mohit Chauhan

Phir Se Ud Chala

in Rockstar

LYRIC

Phir se ud chala
Ud ke choda hai jahan neeche
Main tumhare ab hoon hawale
Door door log baag meelon door yeh vaadiyan

Ghar dhuan dhuan
Tan har badli chali aati hai choone
Aur koi badli kabhi kahi kar de
Tan geela yeh bhi na ho

Phir se ud chala main
Pitti jaise sapne yeh
Kitaabi palkon seJhaado phir aa jaate hain
Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine
Tode hain chode hain kyun
Phir saath chale
Mujhe le ke ude yeh kyun o..

Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Mere saath saath, phir dar dar yeh
Kabhi sehra, kabhi savan
Banu Raavan kyun mar mar ke
Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Kabhi din hai raat, kabhi dinmin hai
Kya sach hai, kya maya
Hai daata, hai daata

Idhar udhar, titar bitar
Kya hai pata, hawa le hi jaaye teri oar
Kheenche teri yaadein teri yaadein teri oar

Rang birange vehmon mein
Main udaas kyun, main udaas kyun
Rang birange vehmon mein
Main udaas kyun, main udaas kyun