Sonu Nigam, Renuka Gaur
Pehli Dafa
in Barkhaa
LYRIC
Pehli dafa hua hai ye kya
Main mujhme nahin
Huva jaane kya?
Pehli dafa hua hai ye kya
Main mujhme nahin
Huva jaane kya?
Aksar khayaalo mein dil sochta
Tujhse hai shayad koyi wasta
Oss ki boondo mein aqs tera
Saya tera, chehara tera
Rang dhoop se bhi hai sunehraJis pe hairaan man ye mera
Ghuzri hai chu karke aarzoo
Phir se tu aaye rubaroo
Khwaaishen teri main karne lagaa
Khwaaishon mein behne lagaa
Fidaa kya tujhpe main hone lagaa
Pehli dafa hua hai ye kya
Asi ghar par milke jana ho
Tu jo dil ch basaye kar jana ho x (2)
Pariyon se bhi zyaada hai tu haseen
Dil nashin hua yaqin
Diwaaron pe toone mere dil ki
Dastak di door se hi
Har pal teri hai justuzoo
Phir se tu aaye rubaroo
Khwaaishen teri main karne lagaa
Khwaaishon mein behne lagaa
Fidaa kya tujhpe main hone lagaa
Pehli dafa hua hai ye kya