Gajendra Verma, Mithoon, Chinmayi Sripada

O Humnavaa

in Samrat And Co.

LYRIC

Waise to jahan me
Daga dardar pe hai
Par mujhe mila wo dost hai
Jiski nigaah nirdosh hai
Farishton jaisi soch hai
Nahin wo bewafa

Wo hai bhala, wo hai bhala
Wo hai bhala har dam wo bhala

Kis tarah se shukra tera ab ada karu main
Kis tarah se shukar tera ab ada karu main
Is mohabbat ka harzana kis tarah bharu main
Khamosh rah kar bhi kah gaye
Dariya sa dil tak bah gaye
Tum par ho raha hai pura aitbar
O humnavaa, rehnuma
Tum sa hai dost kahan

Wo hai bhala, wo hai bhala
Wo hai bhala har dam wo bhala

Ishq ka bas naam liya
Maine samjha nahin tha ise
Tune sikhaya ke ye hai ibadat
Rooh ki bhasha hai ye
Teri badaulat payi wo daulat
Jo mili na mujh ko kahin
Jazbat had se badhne lage
Dene lage ye sada tujhe
Har pal hai zaruri ab tera deedar

O humnavaa, rehnuma
Tum sa hai dost kahan
O humnavaa, rehnuma
Tum sa hai dost kahan x 3

Wo hai bhala, wo hai bhala
Wo hai bhala har dam wo bhala