Mohammad Aziz, Anuradha Paudwal

O Baliye Ni Chal Chaliye

in Bees Saal Baad

LYRIC

O baliye ni chal chaliye
O baliye ni chal chaliye
Tujhe chaand ki sair kara doon main
Main nai aana main nai jaana
Main nai aana ve main nai jaana
Tere dil mein mera aashiyana

O baliye ni chal chaliye
Tujhe chaand ki sair kara doon main

Main hoon tu hai yeh mausam hai
Main hoon tu hai yeh mausam hai
Sab kuchh yahan hai phir kya kam hai
Samne mere mera baalam haiSamne mere mera baalam hai

O baliye ni chal chaliye
Tujhe taare tod ke la doon main
In taaron ka karke bahana
Kahin aur na tu le jaana
O baliye ni chal chaliye

Ik to rutt rang gulaabi
Us par tere nain sharabi
Ik to rutt rang gulaabi
Us par tere nain sharabi
Hoke rahegi aaj kharabi
Hoke rahegi aaj kharabi

O baliya ho sun challeya
Tere dil ki pyaas bujha doon main
Main ho jaunga mastana
Phir kya ho yeh kisne jaana
Baliya ho sun challeya

Aanchal jaaye dhalka dhalka
Aanchal jaaye dhalka dhalka
Jo ban jaaye chhalka chhalka
Dard yeh kaisa halka halka
Halka halka halka halka

O baliye ni chal chaliye
Is dard ki dawa bata doon main
Hua mushkil jaan bachana
Ki hua ab yeh rog purana

O baliye ni chal chaliye
O baliye ni chal chaliye
Tujhe chaand ki sair kara doon main
Main nai aana main nai jaana
Main nai aana ve main nai jaana
Tere dil mein mera aashiyana

O baliye ho chal chaliye
Main nai aana ve main nai jaana
Na na na
Main te aana ho na main jaana
Main te aana ho na main jaana
Ho chhaliye