Alka Yagnik, Udit Narayan

Na Shehar Mein Hua – Pyaar To Hota Hai Pyaar

in Parwana

LYRIC

Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4
Na shehar mein hua… dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4

Har saans mein ab teri baat hai
Meri zindagi ab mere sath hai

Aisa kabhi pehle hota na thaMera chain to aise khota na tha
Kaise hui aisi haalat meri
Paagal banaati hai chahat teri
Tujhko khabar na mujhe tha pata
Is dard ki na koi hai dava
Hum to rehne lage bekaraar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2

Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2