Shuja Haider, Ahmed Jahanzeb

Mumkin Hai

in Bol

LYRIC

Mumkin hai, mumkin hai
Bahaar mumkin hai zindagi mein likha
Mumkin hai, mumkin hai
Bahaar mumkin hai zindagi mein likha

Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ik nayi parwah mumkin hai ho
Mumkin hai, mumkin hai
Bahaar mumkin hai zindagi mein likha

Justuju rang laayi hai kuchh is tarah
Dil ki har aarzu muskurane lagi
Aasman meharban ho gaya
Aur zameen gungunane lagi hai
Mumkin hai, mumkin hai
Bahaar mumkin hai zindagi mein likha

Khushnuma dilruba chhoodiyan pehan kar
Har kalaayi chhanakne khanakne lagiKaanon ki baaliyan bol uthin hain
Geet hothon pe yun aane lage hain
Mumkin hai, mumkin hai
Bahaar mumkin hai zindagi mein likha
Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ik nayi parwah mumkin hai ho