Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Mujhe Tum Yaad Karna Aur Mujhko Yaad Aanaa Tum

in Mashaal

LYRIC

Mujhe tum yaad karna aur mujh ko yaad aana tum
Mai ik din laut aaoongaa yeh mat bhool jana tum

Akeli hogi tum dekho kahin aisa na ho jaaye
Jo ab hothon pe hai musakaan woh musakaan kho jaaye
Zara logon se milna tum zara hansna hansaanaa tum
Mai ik din laut…

Agar ladki tumhein koi mile jo khoobasoorat ho
Tumhari dosti ki shayad usko bhi zaroorat hoAgar woh paas aaye muskuraye muskurana tum
Magar tum laut ke aaoge yeh mat bhool jana tum