Alka Yagnik, Udit Narayan

Mujhe Teri Nazar Ne

in Waah Tera Kya Kehna

LYRIC

Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
Chaahe din ho chaahe raatein
Karta hoon bas teri baatein jaan-e-jaan
Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam

Pyaar ke waade sabhi jo main tod doon
Kya karogi tum agar daaman chhod doon

Chal rahi har saans pe tera naam haiPyaar karna bas tujhe mera kaam hai
Dekh teri chaahaton mein kya ho gaya
Main tere khwaabon khyaalon mein kho gaya
Humnashin zindagi teri baahon mein guzaarun
Tujhko dhadkan mein utaaroon haan re haan

Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
Chaahe din ho chaahe raatein
Karta hoon bas teri baatein jaan-e-jaan
Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam