Alka Yagnik, Babul Supriyo

Meri Tarah Tum Bhi Kabhi

in Kya Yehi Pyaar Hai

LYRIC

Meri tarah tum bhi kabhi pyar karke dekho na
Chahat ka mujhse sanam iqrar karke dekho na
Kitna maza hai, kaisa nasha hai
Kitna maza hai, kaisa nasha hai
Pyar karke dekho na
Meri tarah tum bhi kabhi pyar karke dekho na

Pyar dil ka sapna hai, pyar tujhse karna hai
Pyar ke rangon se aaj apne dil ko rangna hai

Is tarah se dekho tum saadgi bikhar jaayeAaj meri aankhon se bekhudi bikhar jaaye
Chand jaise mukhde par chandni bikhar jaaye
Zindagi ke chehre par ashiqui bikhar jaaye
Tumko pata hai, kitni wafa hai